Amir Khan's Satyamev Jayte Song Lyrics star plus



‘Satyamev Jayate’ is much-awaited TV show on Star Plus by actor, producer Aamir Khan.
From this show, he tries to explore the real truth behind all social issues faced by Indians.
Aamir Khan has done justice to title song by traveling across India; the video reflects all cultures and people's emotions in the country.
Hats off to you, Aamir!!! 

The theme song, well penned by Prasoon Joshi and music composed by Ram Sampath.The song has been sung by Keerthi Sagathia, Ram Sampath.

Check out the Satyamev Jayate Lyrics.


Tera rang hai say chad gaya koi aur rang na chad sake
Tera nam sene pe likha hai ko ake pad sake
Hai junoon hai (2)
Tere ishq ka hai junoon hai

Rab rang he ishq tere daudtha ye bawara sa khoon hai
Tune hi sikhaya sachayiyonka matalb
Tere pas ake jana maine zindagi ka maksad

Satyamev (2)
Satyamev jayte
Sacha hai pyar mera satyamev jayte

Satyamev(2)
Satyamev jayte
Tere hoor ke dastoor mein hau salvate ha skikam rahe mere
Koshish toh hai bus yuhi rane khushbu ye gulshan tahe tere

Zalfsul jane chala tere aur paas aaney chala
Jahan koi sur na ho besura Woh geet main ganey chala

Tere rang aisa chadh gaya
Tha nasha jo aur bhi badh gaya
Teri barishon ka karam hai ye
Main nikhar Gaya main sanwar gaya

Jaisa bhi hoon apna mujhey
Mujhey ye nahin hain bolna
Kabil tere main ban sakoo Mujhey dwaar aisa kholna
Sanson ki iss raftaar ko

Dhadkan ke iss tyohaar ko
Har jeet ko
har haar ko
Khud apney iss sansaar ko

Badloonga main tere liye Mujhey khud ko bhi hai tatolna
Kahin hai kami to hai bolna

Khahin dag hain toh chupayein kyon
Hum sach se nazrein hatayein kyon
Khud ko badalna hai agar Badloonga
Main tere liye Sholon pe chalna

Hai agar Chal doonga main tere liye
Mere khoon kee har boond main
Sankalp ho tere pyaar ka
Kato mujhey to too bahe Ho surkh rang har dharrrr ka

No comments:

Post a Comment